Tapka dala
A B C D E F G H I * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * * U V W X Y
Z.
Dekha !!!
I and U ke beech jo bhi aaya saale ko tapka dala
God nai puchha
God nai puchha “kidhar jaane ka maangta?” Swarg ya narak?
Apun bola narak. Maloom kyon?
Tum saala dost log udharich milega.
Bole to jidhar tum, woich apna swarg hoga.
Kya re!
Kya re!
Aasmani kabutar!
Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai,
Apun ko malum hai tere pass sms ka khazana padela hai,
Jaldi se 2-4 jakkas sms ka hafta bhej kanjoos!
Common sense ki baat hai
Ab itni night ko apun tere ko,
kisi film ki kahani sunane,
k liye msg to karega nahin,
Common sense ki baat hai k,
tere ko GUD Night bolney ka hai!
Chal ludak le..
Tu kitna pada hai?
MUNNA BHAI : Mamu, Tu kitna pada hai?
MAMU : B.A.
MUNNA BHAI : Sala, do akshar pada aur who bhi ulta?
Aye Mamu!!!
CIRCUIT : Aye Mamu, tereko papad aur jhapad mein pharak pata hai kya?
MAMU : Nehin.
CIRCUIT : To kha ke dekh le, pata chal jayega.
Dil dena hai to de
Bole to ekdum jhakas style propose marne ka,
Yun ghoor ke kya dekhti hai,
Maardalegi kya?
Dil dena hai to de,
Rakh ke achaar dalegi kya?
Jaldi se 2-4 jakkas sms ka hafta bhej kanjoos
Kya re!
Aasmani kabutar!
Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai,
Apun ko malum hai tere pass sms ka khazana padela hai,
Jaldi se 2-4 jakkas sms ka hafta bhej kanjoos
Kiss day ko valentine day kahete hai
Munna bhai: Circuit ye valentine day kaun sa din hai?
Circuit: Simple bhai aajkal valentine day Kiss Day ko kahete hai.
Kya iske peeche koi plan hai..
Tum apun ko itna sms karta hai..
Apun ko reply karneko majbur karta hai..
Kya iske peeche koi plan hai..
Ya auro ki tarah tum bhi apun ka fan hai..
|
|